×
Corrigir

Tere Pyar Ne

Kavita Krishnamurthy

Tere Pyaar Ne Sanam, Jaado Kya Kar Diya
Haan, Tere Pyaar Ne Sanam, Jaado Kya Kar Diya
Jaane Kaisa Nasha, Chhaa Rahaa
Tere Pyaar Ne Sanam, Jaado Kya Kar Diya
Jaane Kaisa Nasha, Chaa Rahaa
Tere Pyaar Ne Sanam, Jaado Kya Kar Diya

Jhoomti Hawaon, Batao Zaraa, Main Kahan Hoon
Haan, Jhoomti Hawaon, Batao Zaraa, Main Kahan Hoon
Chhedti Fizaoon, Samjhoo Zaraa, Anjane Hi Mujhe Kya -
Hua
Tere Pyaar Ne Sanam, Jaado Kya Kar Diya
Haan, Tere Pyaar Ne Sanam, Jaado Kya Kar Diya...

Baazuon Mein Aa Ke, Ye Mujhko Lagaa, Sharm Kya Hai
Hmm, Baazuon Mein Aa Ke, Ye Mujhko Lagaa, Sharm
Kya Hai
Na Kabhi Yeh Pehle Tha Mujhko Pataa,
Haan, Tune Humnawa Kya Kiya
Tere Pyaar Ne Sanam, Jaado Kya Kar Diya
Haan, Tere Pyaar Ne Sanam, Jaado Kya Kar Diya...
Jaane Kaisa Nasha, Chaa Rahaa
Tere Pyaar Ne Sanam, Jaado Kya Kar Diya
Haan, Jaado Kya Kar Diya
Hoo, Jaado Hmm Hmm Hmm Hmm.






Mais tocadas

Ouvir Kavita Krishnamurthy Ouvir