×
Corrigir

Pyar Karke

Lab Janjuaa

ye just move it,everybody in the party
just move it,if u feeling the spark
just hands up,if u wanna get down
throw your hands up,one charm let me see u 2
ye just move it,everybody in the party
just move it,if u feeling the spark
throw your hands up,if u wanna get down

you can be my man

tauba mein pyaar karke, tauba mein pyaar karke pachtaya
tauba mein pyaar karke, tauba mein pyaar karke pachtaya
maine socha ek akela. main rahoonga kitna re
dil kabutar ud gaya mera dekh ke chehra chikna ve
phitte muan, phitte muan, phitte muan, dil ne bura fasvaya
tauba mein pyaar karke, tauba mein pyaar karke pachtaya
tauba mein main pyaar karke, tauba mein main pyaar karke pachtaya
tauba main pyaar karke, tauba main pyaar karke pachtaya

sher sa tanke tha jeeta, yaar mere mainnu kainde cheeta
sher sa tanke tha jeeta, yaar mere mainnu kainde cheeta
o toh supankha lagdi hai, jo kadi lagdi si sita
apne ghar mein kaid hua toh ye samajh mein aaya re
main jise bulbul samjhaa tha, wo hai saiyaad ka saaya
ke jinda koi nai bach paaya
tauba mein pyaar karke, tauba mein pyaar karke pachtaya
tauba mein main pyar karke, tauba mein main pyaar karke pachtaya
uah aah baby be my man
uah aah love me the way u can
uah aah baby be my man
uah aah love me the way u can

dil da kamra jad si tha khali, ros goanda reha kawali
ek haath se hi bajti thi kitne taal mein meri taali
ab gali sunti hai saari, shor aisa aaya hai
usne ghar wich aake mera, aisa band bajaaya
ki mujhpe hasta hai mera saaya
tauba mein pyaar karke, tauba mein pyaar karke pachtaya

Composição: -





Mais tocadas

Ouvir Lab Janjuaa Ouvir