×
Corrigir

Rah-e-ishq Ki Intehaan Chaahata Huun

Ghulam Ali

rah-e-ishq ki intehaan chaahata huun
junuun sa koyi rahanuma chaahata huun

jo irafaan ki zindagi ko badha de
main wo waadaa-e-jaan-fiza chaahata huun

mita kar mujhe aap mein jazb kar le
baqa ke liye main fana chaahata huun

bayaan haal-e-dil main karuun kyuun zabaan se
kuda jaanata hai main kya chaahata huun

mere chaaraagar main huun bimaar tera
tere haath se hi shifa chaahata huun






Mais tocadas

Ouvir Ghulam Ali Ouvir