×
Corrigir

Ai Phoolon Ki Rani

Mohammed Rafi

Ai phoolon ki rani, bahaaron ki malika,
Tera muskurana gazab hogaya,
Na dil hosh mein hein, na ham hosh mein hai,
Nazar kaa milana gazab ho gaya...

Tere hont kya hai, gulaabi kanwal hai,
Yeh do patiyan, pyar ki ik gazal hai,
Voh nazuk labon se, mohabbat ki baaten,
Hami ko sunana, gazab hogaya,
Ai phoolon ki rani, bahaaron ki malika,
Tera muskurana gazab hogaya,
Na dil hosh mein hein, na ham hosh mein hai,
Nazar kaa milana gazab ho gaya..

Kabhi ghul ke milna, kabhi khud jhijhakna,
Kabhi raaston par, behekna-machalna,
Yeh palkon ki chilman, utakar girana,
Girakar utana, gazab ho gaya,
Ai phoolon ki rani, bahaaron ki malika,
Tera muskurana gazab hogaya,
Na dil hosh mein hein, na ham hosh mein hai,
Nazar kaa milana gazab ho gaya...

Ai phoolon ki rani, bahaaron ki malika,
Tera muskurana gazab hogaya,
Na dil hosh mein hein, na ham hosh mein hai,
Nazar kaa milana gazab ho gaya...






Mais tocadas

Ouvir Mohammed Rafi Ouvir